Tuesday, October 30, 2012

Nigaho Mein Dosra Koi Aaya Hi Nahi...
Bharosa Hi Kuch Aisa Tha Tumhare Laut Aane Ka...!!!
Nigaho Mein Dosra Koi Aaya Hi Nahi...
Bharosa Hi Kuch Aisa Tha Tumhare Laut Aane Ka...!!!

Sunday, October 28, 2012

Hath Zakhmi Hue To Kuch Apni Hi galti Thi..
Lakeeron Ko Mitana Chaha tha Kisi Ko Paany K Liye.... !!

Tuesday, October 23, 2012

♥♥ उन्होने देखा ओर आँसु गिर पङे ♥♥

♥♥ भरी बरसात मे जैसे फुल बिखर पङे ♥♥

♥♥ दुःख ये नही की उन्होने हमे अलविदा कहा ♥♥

♥♥ दुःख तो ये है कि उसके बाद वो खुद रो पङे ♥♥

Thursday, October 18, 2012

Sometimes, with people all around,
I find myself all alone...

Sometimes, when i need a bosom to cry,
My hands just embrace my face to moan...

Sometimes, when everything is so ablaze,
My heart is prone to the darkest zone...

Sometimes, with several reasons to smile,
There are sweet tears for the sadness unknown...

Sometimes, when i wish to be at home,
I find myself, in the world, on my own.....

Tuesday, October 9, 2012

Ye jo silsila chal nikla hai jahan me rishwato ka.......
Tum bhi kuch le de kar mere kyun nahi ho jaate....<3

Sunday, October 7, 2012

सूखे पत्तो की तरह है मेरी ज़िन्दगी....
किसी ने समेटा भी तो जलाने के लिए........

Saturday, October 6, 2012

pahle jab nigahaon se baat hoti thi,
toh lafjo ki kya himmat k use rok de...
ab toh unki ek awaaj ke liye taras gye hum..
jhalak toh bahut door ki baat h......

Wednesday, October 3, 2012

मै अगर सांस भी लूँ तो उसकी महक आती है.....
उसने ठुकराया ही मुझे इतना करीब आने के बाद...!!
Kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai
Kahan ho tum ke ye dil beqaraar aaj bhi hai

Wo waadiyan wo fizayein ke hum mile the jahan
Mere wafa ka wahin par mazaar aaj bhi hai

Na jaane dekh ke kyun unko ye hua ehsaas
Ke mere dil pe unhe ikhtiyaar aaj bhi hai

Wo pyar jis ke liye hum ne chor di duniya

Wafa ki raah mein ghaayal wo pyar aaj bhi hai

Yakin nahi hai magar aaj bhi ye lagta hai
Meri talaash mein shayad bahaar aaj bhi hai

Na puch kisne mohabbat ke zakhm khaye hain
Ke jinko soch ke dil sau-gavar aaj bhi hai

Wo pyar jis ke liye hum ne chor di duniya
Wafa ki raah mein ghaayal wo pyar aaj bhi hai

Kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai
Kahan ho tum ke ye dil beqaraar aaj bhi hai
ठुकरा कर उसने मुझे मुस्कुराने को कहा ,
सवाल उनकी ख़ुशी का था ,
मैंने तो वो खोया जो कभी मेरा न था ,
उसने तो वो खोया जो सिर्फ उसी का था .
Teri aankhon ki namkeen mastiyaan
Teri hansi ki beparwa gustaakhiyaan
Teri zulfon ki lehrati angdaaiyaan
Nahi bhoolunga main
Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaan
Tera haath se haath chodna
Tera saayon ka rukh modna
Tera palat ke phir na dekhna
Nahin maaf karoonga main
Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaan.